Sagar Ki Lehre Ufan K Yu Uchhalti He
Jese Bagawat Wo sagar Se Karti He
Sdiyo Se Ye Khel Chal Rha
Bas Bekasur Kinaro Ko Ghayal Krti He
Zindagi hai aur Dil-e naadaan hai,
Kya safar hai aur kya samaan hai,
Mere gam ko bhi tu samajh kar dekh,
Warna muskurana to bahut aasaan hai
Khamoshia sabra ka imtihaan ban gai
Majburia pyr me iljaam ban gai
Wo aaye aur aa k chale gai
Khushia chand lamho ki mehmaan ban gai..
Uski Mohabbat ka abhi nishan baki hai,
Naam hothon par h Jaan abhi baki h,
Kya hua agar dekh kar muh pher lete he
Tasalli to h ki Chehre ki pehchan abhi baki h
Hum intezar karte rahe
Padh tum na aaye
Pyaasi dil tere gam mein tadapta rahe
Padh tum to nazre jhunkake chale gaye
Kitni jaldi ye sham agi
good night kehne ki bat yad agi
humto bethe the sitaro ki mehfil me
chand ko dekha to aapki yad agi
Khuda bahut meharban hai ki
usne Dosti ki koi kimat nahi rakhi
Warna
Aap jaise Dost ki Kimat kaise chukate
Chawanni Athanni Ab kaha Chalti Hai
khafa ho ya koi gam hai,
Number kho gaya Ya Balance kum,
SmS karo agar dum hai,
Warna maan lo Sms k Badshah sirf hum hai
Chand se pyaari chandni,
Chandni se pyaari raat,
Raat se pyaari zindagi,
Zindagi se pyaare aap
Har Tamnna ka Raz Dar khuda hota hai
HarBaat ka Andaz juda hota h
chand ko to chahne wale h sabhi
Par dekhe chand kis par phida hota hai
Quotes about Friendship in hindi